G D C D G
yeshu mera mittha paani hai, jo piye bach jaega – 2
G Am G D G
chashma behata hai behata jayega
yeshu mera….
yah hai dariya tript hai karata - 2
G Em D G
ujada jeevan khushiyon se bharata – 2
G Am G D G
chashma behata hai behata jayega
yeshu mera….
pyaas na hove aisi nehamat hai
jindagi deta hai deta jayega
yeshu mera mitha paani....
jivan mein yah saroor bharega
chashma bahata hai bahata jayega
yeshu mera mitha paani....
saare rogon se shifa deta
sifha deta hai deta jayega
yeshu mera mitha paani.....
Comments
Post a Comment